Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho
Aankho mein kho jaye aankhe
Bole hath se hath
Aankho mein kho jaye aankhe
Bole hath se hath
Baahon mein chhupkar
Sanso se jaise dole rat
Ungaliyo ko ungaliyo se
Husano ko shokhiyo se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho
Hotho par hotho se likhe
Bin shabdo ke git
Hotho par hotho se likhe
Bin shabdo ke geet
Dharati se ambar tak
Gunje jismo ka sangeet
Bekhudi ko bekhudi se
Aashiqi ko aashiqi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe.
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), S. P. Balasubrahmanyam
M. M. Keeravani
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), S. P. Balasubrahmanyam
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
S. P. Balasubrahmanyam