Ek baat mein apne dil mai liye
Na jane kab se phirta hu
Ab tum hi batado ye mujhko
Wo baat main tumse kise kahu
Jo mujh ko tumse kaheni hai
Ye baat agar wo hai ki jise
Sunte hee pigal jate hai dil
Ye baat agar wo hai ki jise
Sunte hee mile khoi manzil
Wo mujko tumse sunnee hai
Wo baat mere dil mai hai
Magar hothon pe nahi aapati hai
Kabhi labz nahi milte muj ko
Awaaz kabhi ruk jati hai
Wo mai baat kahu to kise kahu
Badhti dhadkan baheti nazare
Uljee sanse kahe deti hai
Jo baat nahi kahe paate tum use
Ye bate kahe deti hai
Tum kuch na kaho mai suntee hu
Wo baat agar tum jaan gayee to
Socha kya hai ye to kaho
Mai tumse khul ke keh na saka par
Tum to yu ghumsum na raho
Tum kuch to kaho tum kuch to kaho
Tum mujhko nahi pahechaan sake par
Main tumko pahechaan gayi
Wo baat kaho ab ya na kho
Main sune bina hi jaan gayi
Kuch aur agar kahe na hai kaho
Sach pucho to kuch kahne ki
Sun ne ki kaha jarurat hai
Ye baat hi jab tum jaan gayi ke
Mujko tumse mohabaat hai
Ha mujko tumse mohabaat hai
Mujko bhi tumse mohabaat hai
Haan mujko tumse mohabaat hai.
Ajay Devgn, Sushma Shrestha (Poornima)
Alka Yagnik, Udit Narayan
Kumar Sanu
Aditya Narayan Jha, Kumar Sanu
Udit Narayan