Chupke Hi Chupke Na Jaane - 1857 lyrics | 1857 - Chupke Hi Chupke Na Jaane lyrics

Chupke Hi Chupke Na Jaane is a hindi song from the 1946 movie 1857. Chupke Hi Chupke Na Jaane singers are Khan Mastana, Rajkumari Dubey. Chupke Hi Chupke Na Jaane composer is Sajjad Hussain and Chupke Hi Chupke Na Jaane lyricist or song writer is Anjum Pilibhiti. Chupke Hi Chupke Na Jaane music director is Sajjad Hussain. Chupke Hi Chupke Na Jaane features Nigar Sultana, Suraiya, Menaka Devi, Madan Puri, Surendra, Wasti, Ganju, Laxmi, Leela. Chupke Hi Chupke Na Jaane director is and the producer is . The audio of Chupke Hi Chupke Na Jaane song was released on null by Saregama. Chupke Hi Chupke Na Jaane YouTube video song can be watched above.


Chupke hi chupke
Chupke hi chupke na jaane
Kya ishaare ho gaye
Kya ishaare ho gaye
Ham to unke ho gaye
Aur wo hamaare ho gaye
Haan hamaare ho gaye
Chupke hi chupke


In bhanwron ki ulfat mein
Naa naa meri aali
Dil khot se bharpoor
Wafa se hain ye khaali
Dete hain daga mil ke
Mohabbat mein niraali
Kasme hain ye jhoothhi
Lagaawat hai ye jaali
Unki duniyaa lut gayi
Jo inke pyaare ho gaye
Inke pyaare ho gaye
Chupke hi chupke
Chupke hi chupke
Haan haan
Chupke hi chupke


Lekin meri sarkaar
Ye baaten hain khayaali
Bajti nahin hargiz kabhi
Ik haath se taali
Ham wo hain
Ke dil de ke bhi
Rehte hain sawaali
Uspar bhi ye kehto ho
Mohabbat se hain khaali
Zindagi bhar ke liye
Haan zindagi
Zindagi bhar ke liye
Hum to tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Haan haan tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Chupke hi chupke


Kya kare sa re ga pa ma pa
Kya kare sa re ga ga ma pa
Dha ni sa sa sa ni dha ni sa
Ni dha pa dha pa ma pa ga
Ma dha pa dha pa ma pa dha
Haa aa aa haa aa aa haa aa aa
Chupke hi chupke
Na jaane na jaane
Na jaane kya ishaare ho gaye
Kya ishaare ho gaye
Chupke hi chupke


Lalchaaye jo aankh
Teri dekh ke surat
Dam bharte hain ulfat ka
Jo karte hain mohabbat
Ik roz yehi laayenge
Sar pe tere aafat
Aafat bhi wo aafat
Ki kahen jisko qayamat
Inki baaton mein jo aaye
Besahaare ho gaye
Besahaare ho gaye
Chupke hi chupke
Chupke hi chupke
Chupke hi chupke
Haan haan
Chupke hi chupke


Hai hamse hi duniya mein
Tere husn ki shohrat
Gar ham na huyen
Poojegaa phir kaun ye surat
Mil jaao mohabbat se
Karo ab na baghaawat
Kab tak ye sitam
Ab to karo ham pe inaayat
Pyaar se kehdo
Ae phoolon pyaar se
Pyaar se kehdo
Ae phoolon
Ham tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Haan haan tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Chupke hi chupke
Ham to unke ho gaye
Aur wo hamaare ho gaye
Haan hamaare ho gaye
Haan haan hamaare ho gaye
Haan hamaare ho gaye
Zindagi bhar ke liye
Ham to tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Haan haan tumhaare ho gaye
Haan tumhaare ho gaye
Chupke hi chupke.



Movie/album: 1857
Singers: Khan Mastana, Rajkumari Dubey
Song Lyricists: Anjum Pilibhiti
Music Composer: Sajjad Hussain
Music Director: Sajjad Hussain
Music Label: Saregama
Starring: Nigar Sultana, Suraiya, Menaka Devi, Madan Puri, Surendra, Wasti, Ganju, Laxmi, Leela
Release on: null
1. Who is the music director of the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song music director is Sajjad Hussain
2. Who is/are the singer/singers of the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song singers are Khan Mastana, Rajkumari Dubey
3. Who is the Composer of the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song composer is Sajjad Hussain
4. Who is the Lyricist of the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song lyricist is Anjum Pilibhiti
5. What is the movie of the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song is from 1857
6. Who wrote the song Chupke Hi Chupke Na Jaane
Ans: Chupke Hi Chupke Na Jaane song is written by Anjum Pilibhiti

Find other songs in - 1857

1
2
4
Meri Ho Gayi Unse Baat

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Umeedon Ka Tara

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

6
Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

7
Teri Nazar Mein Main Rahu

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Surendra