Umeedon ka tara
Umeedon ka
Tara kismat se
Kuch der chamak
Ke tut gaya tut gaya
Ghar baar luta
Barabaad huye
Sayad chaman
Ko lut gaya lut gaya
Jab tum hi nahi to
Duniya mein
Jeene ki khushi bhi
Koi nahi koi nahi
Ab aag lage ya barf gire
Ab aag lage ya barf gire
Aramaan bhara dil
Tut gaya tut gaya
Umeedon ka tara
Aaram uthaye the jitane
Gham unase bhi
Jyada hamako mile
Naazuk tha bahot
Chhala dil ka
Naazuk tha bahot
Chhala dil ka
Ek thes lagi aur
Fut gaya fut gaya
Umeedon ka tara
Maujo ki sikayat kya kije
Toofano ka sikwa kya kije
Maujo ki sikayat kya kije
Toofano ka sikwa kya kije
Mathbhar mein
Aake tasveer
Ka kalander
Tut gaya tut gaya
Umeedon ka tara.
Surendra
Shamshad Begum
Chorus
Khan Mastana, Rajkumari Dubey
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Surendra