Ye samajho aur samajhao
Thodi mein mauj manao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Aji lalach mein na aao na dil ka chain gavao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Ye samajho aur samajhao
Thodi me mauj manao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Tan pe lagoti pet mein roti
Sone ko ek khatiya
Sone ko ek khatiya
Tan pe lagoti pet mein roti
Sone ko ek khatiya
Sone ko ek khatiya
Matlab to hai nind se chahe
Badhiya ho ya ghatiya
Badhiya ho ya ghatiya
Radhe-shyam, sita-ram
Radhe-shyam, sita-ram
Nafarat ko dur hatao aur
Sabako gale lagao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Daal-roti khao prabhu ke gun gao
Chandi ki thali vale ko kya
Bhukh lage hai zyada
Kya bhukh lage hai zyada
Chandi ki thali vale ko kya
Bhukh lage hai zyada
Kya bhukh lage hai zyada
Kyo na kha le phir apas me
Bant ke adha-adha
Bant ke adha-adha
Radhe-shyam, sita-ram
Radhe-shyam, sita-ram
Bhukhe ki bhukh mittao
Duniya me naam kamao.
Amirbai Karnataki, Parul Ghosh
Anil Krishna Biswas, Chorus
Parul Ghosh, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Parul Ghosh, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Arun Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar