Dam todte hai armaan
Dam todte hai armaan
Roti hai hasrate
Is dil ke virane mein haye
Is dil ke virane mein
Jo jalta hai shama par
Main yuhi jal raha hu
Hai farq sirf itna mujh mein
Parwane mein
Haye mujhme parwane mein
Dam todte hai armaan
Dam todte hai armaan
Roti hai hasrate
Is dil ke virane mein haye
Is dil ke virane mein
Duniya se kya shikayat
Aur unse gila kya
Taqdeer meri razi
Ban ban ke bigad ne mein
Haye ban ban ke bigad ne mein
Dam todte hai armaan
Dam todte hai armaan
Roti hai hasrate
Is dil ke virane mein haye
Is dil ke virane mein
Humne kasam nibhali
Par bewafa wo nikle
Aankho ne khaye dhokha
Dil ke lagane mein
Haye is dil ke lagane mein
Dam todte hai armaan
Dam todte hai armaan
Roti hai hasrate
Is dil ke virane mein haye
Is dil ke virane mein.
Lata Mangeshkar
Gulzar (Sampooran Singh Kalra), Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar