Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Bahane hai milne milane ke ye
Bahane hai milne milane ke ye
Khushi inki pyare sabhi ke liye
Sabhi ke liye
Pichkari mein pyar ka rang hai
Pichkari mein pyar ka rang hai
Pyar ki koi jat nahi
Pyar ki koi jat nahi
Pyar ke rang mein rang jao to
Isse badi koi baat nahi
Isse badi koi baat nahi
Hamare liye tumhare liye
Hamare liye tumhare liye
Ye rango ke dhare sabhi ke liye
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Sabhi ke liye
Meri ja khub pehchana
Meri ja khub pehchana
Meri ja bhul na jana
Meri ja bhul na jana
Tumhra dil bahlane
Tumhra dil bahlane
Bane ham yar janane
Bane ham yar janane
Baje hijdo ka danka
Chale hijdo ke sikke
Milande jo bhi panje
Chhudande uske chakke
Mohalla randwan ko nyaro
Mohalla randwan ko nyaro
Are dekh parayi nar
Mon patthar ke ja maro
Mohalla randwan ko nyaro
Zamane mein randwo ka koi nahi
Zamane mein randwo ka koi nahi
Magar ye bechare sabhi ke liye
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Sabhi ke liye
Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Holi aayi holi aayi holi aayi
Holi aayi re.
Hemlata (Lata Bhatt)
Ravindra Jain