Darwaja Kahe Band Kiya - Dushman Duniya Ka lyrics | Dushman Duniya Ka - Darwaja Kahe Band Kiya lyrics

Darwaja Kahe Band Kiya is a hindi song from the 1996 movie Dushman Duniya Ka. Darwaja Kahe Band Kiya singers are Asha Bhosle, Sudesh Bhonsle. Darwaja Kahe Band Kiya composer is Anu Malik and Darwaja Kahe Band Kiya lyricist or song writer is Ravindra Jain. Darwaja Kahe Band Kiya music director is Anu Malik. Darwaja Kahe Band Kiya features Jeetendra, Sumalatha, Laila Mehdin, Shahrukh Khan, Salman Khan. Darwaja Kahe Band Kiya director is and the producer is . The audio of Darwaja Kahe Band Kiya song was released on 20th September, 1996 by Zee Music. Darwaja Kahe Band Kiya YouTube video song can be watched above.


Darwaja kahe band kiya bolo na
Kundi jo lagayi hai use kholo na
Darwaja kahe band kiya bolo na
Kundi jo lagayi hai use kholo na
Ab pyar ke badte kadam roko na
Mai jo bhi karu aaj mujhe toko na


Mujhe ghar jane do ji to bhar jane to
Baba ghar jane do ji to bhar jane to
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Darwaja kahe band kiya bolo na
Kundi jo lagayi hai use kholo na


Hai ye wahi ghr ke jaha tumko
Dulhan banke aana hai
Yani sari umardusman ka
Mujhko sath nibhana hai
Tu man kaha mera dusman nahi main tera
Sine se lagaunga palko pe bithaumga
Main hi rulane wala main hi hasane wala
Main hi satane wala main hi bachane wala
Aate ho najar tum to saitan andhero me
Bate to sarifo ki kam lutero ke


Ho parda ye kahe khich liya bolo na
Batti ye jo bujhayi hai use kholo na
Ab pyar ke badte kadam roko na
Mai jo bhi karu aaj mujhe toko na
Mujhe ghar jane do ji to bhar jane to
Baba ghar jane do ji to bhar jane to
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Darwaja kahe band kiya kholo na
Kundi jo lagayi hai use kholo na


Thode din or sanam
Apne dil diwane ko
Kya karu ye ghadi ghadi machle
Pyar ke ek najrane ko
Ek gal hai aunty ka ek gal hi unkle ka
Vesani hai sakhiyo ki ye hath hai sathi ka
Sathi hai mera aisa koi na uske jaisa
Jiddi hai magar thoda
Jo socha wo kar chhoda


Ek roj tujhe janam har roj ko launga
Phir teri hi marji se ma itujhko sataunga
Chehra  ye kahe dhap liya bolo na
Jo chiz chupai use kholo na
Ab ho rahi hai der mujho roko na
Mujhe ghar jane do ji to bhar jane to
Baba ghar jane do ji to bhar jane to
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Maf kar bachi ko pahle ek kichi do
Darwaja kahe band kiya kholo na
Kundi jo lagayi hai use kholo na


Main hu tum ho pyar ho
Aur na ho kuch darmaya
Kash ruk jaye yahi
Waqt ka ye karwa
Aankho se mile aanhke
Aur milke thahar jaye
Ye pyar bhari sanse
Sanso mein bikhar jaye
Ek duje ki baho mein
Jite hue mar jaye


Hum pyar ke diwane
Har had se gujar jaye
Manjur kiya maine
Tere sang rahna
Ab tu bhi kabhi mujhe
Ghar jane ko na kahna
Ye rat kahe dhalne lagi bolo na
Ab hone lagi bhor aankhe kholo na
Ye bhor ki hai pahli kiran roko na
Payi hai aj khushi toko na.



Movie/album: Dushman Duniya Ka
Singers: Asha Bhosle, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists: Ravindra Jain
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Zee Music
Starring: Jeetendra, Sumalatha, Laila Mehdin, Shahrukh Khan, Salman Khan
Release on: 20th September, 1996
1. Who is the music director of the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song singers are Asha Bhosle, Sudesh Bhonsle
3. Who is the Composer of the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song lyricist is Ravindra Jain
5. What is the movie of the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song is from Dushman Duniya Ka
6. Who wrote the song Darwaja Kahe Band Kiya
Ans: Darwaja Kahe Band Kiya song is written by Ravindra Jain

Find other songs in - Dushman Duniya Ka

1
2
Tanha Dil Sulagta Tha

Alka Yagnik, Kumar Sanu

3
Nashe Mein Hum

Lucky Ali

4
Mere Samne

Alka Yagnik, Kumar Sanu

5
Hum Yuwa Hai

Abhijeet Bhattacharya

6
Bakre Wala Ye Baba

Mehmood Ali