Daur wo aa gaya
Daur wo aa gaya dil ke arma bike
Hoshle bik gaye har khushi bik gayi
Aadmi waqt ke hath aisa bika
Chain jata raha zindagi bik gayi
Daur wo aa gaya
Jo khushi ke the din wo chale hi gaye
Jo khushi ke the din wo chale hi gaye
Gam ki rate hai ab zindagi ke liye
Shirf aansu hai daman me aye dosto
Shirf aansu hai daman me aye dosto
Jo bhi hotho pe aayi hansi bik gayi
Daur wo aa gaya
Dil sitaro ke gam se dhadkane lage
Dil sitaro ke gam se dhadkane lage
Rut abhagan si bechain hone lagi
Chand rone laga nile aakash pe
Chand rone laga nile aakash pe
Aake dharti pe jab chandani bik gayi
Daur wo aa gaya dil ke arma bike
Hoshle bik gaye har khushi bik gayi
Aadmi waqt ke hath aisa bika
Chain jata raha zindagi bik gayi
Daur wo aa gaya.
Mohammed Rafi
Shyamji Ghanshyamji
Ajit Singh, Krishna Kalle
Nitin Mukesh Chand Mathur, Vani Jairam