Kasam khuda ki jo kuchh kahunga
Sach sach kahunga
Sach ke siwa aur kuchh na kahunga
Ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar
Kasam khuda ki jo kuchh kahunga
Sach sach kahunga
Sach ke siwa or kuch na kahunga
Ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar
To bolo pahle kaise aankh ladi
Hasina hamse bhi kuch dur khadi
Tumhare pas aayi fir kya baat hui
Najar mil gayi din se raat hui
Kavita chhodo baat kaho
Sidha bolo saf kaho
Matlab ye jab nain lade
Kho gaye dono khade khade
Jhuth hai sach hai dawa dil hai
Jhutha nahi main jhuta nahi main sarkar
Kasam khuda ki jo kuchh kahunga
Sach sach kahunga
Sach ke siwa aur kuchh na kahunga
Ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar
Achha to dolo fir kis raat mile
Ye pucho fir hum kab na sath mile
Ye bolo had mein the kanun ke tum
Bataye kaise jab the hosh bhi gum
Yani pata din raat nahi
Sujhi hai na bat yahi
Mujhko hi ilzam na do
Kuchh to apna naam bhi lo
Jhuth hai sach hai jawa dil hai
Kuchh to kho dildar
Kasam khuda ki jo kuchh kahungi
Sach sach kahungi
Sach ke siwa or kuchh na kahungi
Ke tumse hai ke tumse hai mujhe pyar
Achha o ladki ab tu bol jara
Ha sajan ghunghatwa mera khol jara
Tune bhi us ladke ko pyar kiya
Ha maine khul ke
Aaj khul ke ikrar kiya
Ye hai dafa no do gyara
Tu bhi hai muzrim wo mara
Lekar phulo ki ladiya
La pahna de hathkadaiya
Aise aise aaja aaja
Ho aaja milke milke kare ikrar
Kasam khuda ki jo kuch kahunge
Sach sach kahunge
Sach ke siwa or kuch na kahunge
Ke tumse hai ke tumse hai hame pyar
Ke tumse hai ke tumse hai hame pyar
Ke tumse hai ke tumse hai hame pyar.
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)