Dekh kabse
Dekh kabse main aake khadi
Tujhe na meri padi
Dekh kabse main aake khadi
Tujhe na meri padi
Teri naukari
Teri naukari hain sautan meri
Oyi tujhe na meri padi
Dekh kabse main aake khadi
Tujhe na meri padi
Kaisa aaya zamana hain
Kaisi aayi ghadi haay kasi ghadi
Kaisa aaya zamana hain
Kaisi aayi ghadi
Aaj majhnu ke picche laila padi
Dekho laila padi
Chhod ke saara jahan
Tere liye aaye yahan
Pherke mujhase nazar
Jaane tu dekhe idhar
Rut hain pyaar ki
Rut hain pyaar ki
Na dekho ghadi
Oyi tujhe na meri padi
Teri naukari
Teri naukari hain sautan meri
Tujhe na meri padi
Saari duniya ke aashiq deewane mere
Haan deewane mere
Saari duniya ke aashiq deewane mere
Ek main hoon ke pichhe padi hoon tere
Karle meri kadar
Dekh na idhar udhar
Jaaye tu jidhar idhar
Aaun main udhar udhar
Liye bahon ki
Liye bahon ki ye hath kadi
Oyi tujhe na meri padi
Teri naukari
Teri naukari hain sautan meri
Tujhe na meri padi
Tu jara sa jo ang mere lag jaaye gaa
Haay lag jaayega
Tu jara sa jo ang mere lag jaaye gaa
To ye mausam ka rang bhi badal jaayega
Haan badal jaayega
Dil bar jaane waffa
Pyaar hain pana khuda
Do kadam badh to jara
Jeene ka aaye maza
Hain jahan mein
Hain jahan mein mohabbat badi samjha
Tujhe na meri padi
Teri naukari
Teri naukari hain sautan meri
Tujhe na meri padi
Dekh kabse main aake khadi
Oyi tujhe na meri padi
Dekh kabse main aake khadi.
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Alka Yagnik, Shabbir Kumar