Dekho ji baat suno
Humse rutha na karo
Mujhse door raho
Door raho door raho door raho
Duniya basaungi sapna dikhungi
Naino mein baske tere
Dil mein samaungi
Nazro ke jaal se main
Bach ke nikal jaaungi
Vinti karoge magar
Paas nahi aaungi
Tumse door bhali door bhali
Mujh se ab kuchh na kaho
Dekho ji baat suno
Humse rutha na karo
Aasha ke geet wahi
Man ka sangeet wahi
Tum bhi aur main bhi wahi
Ulfat ki reet wahi
Chhedo na dkeho hame
Ab tumse kaise kahe
Sakhya na jaan le
Achha ho door rahe
Main tumse door sahi
Door sahi door sahi
Dekho ji baat suno
Humse rutha na karo
Ulfat mitayenge phir nayi jagayenge
Ulfat mitayenge phir nayi jagayenge
Kal ki kahaniya jag ko sunayenge
Kal ki kahaniya jag ko sunayenge
Preet se bane vair nahi
Begana koi na rahe
Dekho ji baat suno
Humse rutha na karo
Tu mere sang raho
Door nahi door nahi door nahi.
Mubarak Begum
Sulochana Kadam
Mubarak Begum
Sulochana Kadam