Laut aaye piya aaj nache jiya
Tumhe apna liya aaj phir pa liya
Laut aaye piya aaj nache jiya
Tumhe apna liya aaj phir pa liya
Laut aaye piya
Meri nazro se door rahe
Jab tak balam har khushi chin gayi
Sahe lakho sitam zindagi ban gaya
Teri ulfat ka gham zindagi ban gaya
Teri ulfat ka gham ab to aake na ja
Tujhe meri kasam jab tujhe paa liya
Dil mera kho gaya laut aaye piya
Aaj nache jiya tumhe
Apna liya aaj phir pa liya
Laut aaye piya
Aaj bichde hue do dil mil gaye
Jyuhi nazre mili ha dil sil gaye
Man ki bagiya mein tujh bin udasi rahi
Aur baharo pe ye phul khil khil gaye
Rut aa gayi pyar phir jag utha
Laut aaye piya aaj nache jiya
Tumhe apna liya aaj phir pa liya
Laut aaye piya
Main ise pyar se sajati rahu
Beeti rato ki bate sunati rahu.
Mubarak Begum
Sulochana Kadam
Mubarak Begum
Sulochana Kadam