Sun beliya o mahiya
Aake gale se lagale
Sun beliya o mahiya
Aake gale se lagale
Sun beliya o mahiya
Aake gale se lagale
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha
Ye sine mein aise diwano ke jaise
Kasam se yu karwat badalta na tha
Kayi bar main teri baho mein aayi
Magar jism aise pighalta na tha
Kayi bar main teri baho mein aayi
Magar jism aise pighalta na tha
Ye sine mein aise diwano ke jaise
Kasam se yu karwat badalta na tha
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha
Har ghadi aankho ke samne tum raho
Hosh bhi na rahe pyar inta karo
Dil nanar dhadkane tujhpe kurban hai
Dilnashi raho pe chal pade do nadan hai
Nigaho se teri adao se teri
Kabhi pyar itna chalakta na tha
Nigaho se teri adao se teri
Kabhi pyar itna chalakta na tha
Ujalo se roshan thi pahle bhi rate
Magar chand aise chamakta na tha
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha
Pyar hi pyar hai jaye nazre jaha
Badh gayi or bhi aaj nazdikiya
Janiya kahti hai meri diwangi
Aasma chum lu bekhudi me kahe aashiki
Ye jam aankho se pahle bhi maine
Magar dil kabhi yu bahkta na tha
Ye jam aankho se pahle bhi maine
Magar dil kabhi yu bahkta na tha
Ye shola mohabbat ka jalta tha dil me
Magar is tarah se bhadakta na tha
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha
Ye sine mein aise diwano ke jaise
Kasam se yu karwat badalta na tha
Kayi bar main teri baho mein aayi
Magar jism aise pighalta na tha
Ye sine mein aise diwano ke jaise
Kasam se yu karwat badalta na tha
Dhadkata tha pahle bhi dil mera yuhi
Magar is ada se machalta na tha.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Vinod Rathod
Sushma Shrestha (Poornima)
Sadhana Sargam, Sukhwinder Singh
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu