Ajab reet duniya ki dekhi re bhaiyya
Huyi aaj insaan ki kimat rupaiyya
Dhanwalon ki duniya mein
Bas itani pahechaan hai
Paisa inka din dharam hai
Paisa hi bhagwaan hai
Dhanwalon ki duniya mein
Haaye gareebi nirdhan ko
Kya kya roop dikhati hai
Doli ke badali arthi
Babul ke ghar se jaati hai
Babul ke ghar se jaati hai
Dekho aaj gareebi kaisi
Tadap rahi bejaan hai
Pyaar ki daulat paa na saka
Jo woh kaisa dhanwaan hai
Dhanwalon ki duniya mein
Jisne daulat ki khaitr
Nirdhan ka dil tod diya
Waqt ne dekhi aaj use
Kis mod pe laake hhod diya
Kis mod pe laake hhod diya
Kis par kaisa waqt aa jaaye
Ye kisko pahechaan hai
Pyaar ki daulat paa na saka
Jo woh kaisa dhanwaan hai
Dhanwalon ki duniya mein
Maali ne dekho apne hi
Ghulshan mein aag lagayi hai
Jo they apne apno se hi
Kaisi aaj judaai hai
Kaisi aaj judaai hai
Pyar tu karle insaano se
Kyun karta abhimaan hai
Jiske paas hai pyar ki daulat
Woh sacha dhanwaan hai
Dhanwalo ki duniya mein
Bas itani pahechaan hai
Paisa inka din dharam hai
Paisa hi bhagwaan hai
Dhanwalon ki duniya mein.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Neil Nitin Mukesh
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar