Dheeme se in saanson
Me kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Kaun sa mil gaya
Dheeme se in saanson
Me kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Kaun sa mil gaya
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se in saanson
Me kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Kaun sa mil gaya
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se
Is khamoshi kaa kitna shor hai
Ye dil hi hai ya dil mein koi aur hai
Ye jo bheegi boonde in
Palko se bhichdi hain
Teri beeti hui yaadon ki
Sooni galiyon se guzri hain
Ye muskurahat jo honthon
Mein chhupaye ho tum
Ye gham ki kaun si
Aafat uthaye ho tum
Khayalon ke is narm
Mulayam chadar par
Ye kisne basera banaya
Hai shayad tum hi ho
Chal rahi hai koshishein
Rooh ko raah mile
Raaste mere mude tu jahan
Saans ki juban tale
Sau baatein teri mile
Aasra naseeb mein ho tera
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se in saanson
Me kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Jaane kaun sa mil gaya
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se
Dheeme se dheeme se
Dheeme dheeme se.
Siddharth Mahadevan