Dil ke sheesh mahal mein
Aaya ek matwala chor
Dil ke sheesh mahal mein
Aaya ek matwala chor
Nain milakar nain se jisne
Nain milakar nain se jisne
Bandh li pyar ki dor ho
Nain milakar nain se jisne
Bandh li pyar ki dor ho
Dil ke sheesh mahal mein
Aaya ek matwala chor
Khali gaya na husn ki
Pahli najar ka war
Aise chalaye teer ke
Dil kar liya shikar
Mile hai dil se dil haye
Mile hai dil se dil haye
Mile hai dil se dil milne ki surat
Ho to aisi ho, ho to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat mohabbat
Mohabbat to aisi ho
Mohabbat to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat to aisi ho
Chanda ki nagri se ud ke
Aaya ek chakor ho
Nain mila kar nain se jisne
Bandh li pyar ki dor ho
Dil ke sheesh mahal mein
Aaya ek matwala chor
Lakho main khusnasib rahi
Is jahan mein
Mehman banke aaye
Jo dil ke makan mein
Jale ek aag me dono
Jale ek aag me dono
Jale ek aag me dono
Ki halat ho to aisi ho
Ho to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat
Mohabbat to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat to aisi ho
Koi jane na pahchane
Mohabbat to aisi ho
Cham cham karti aayi dulahaniya
Apne piya ki or ho
Nain mila kar nain se jisne
Bandh li pyar ki dor ho
Dil ke sheesh mahal mein
Aaya ek matwala chor.
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Chorus, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi