Hum tum yeh bahar dekho rang laya pyar,
Barsaat ke mahine me
Rim jhim yeh phuhar, dil gaaye re malhar,
Ek aag liye sine me
Hum tum yeh bahar dekho rang laya pyar,
Barsaat ke mahine me
Rim jhim yeh phuhar, dil gaaye re malhar,
Ek aag liye sine me
O.. O.. O..
Teri julfo ki yeh rangat hai, jo badal banke chhayi hai
Teri julfo ki yeh rangat hai, jo badal banke chhayi hai
Jo badal banke chhayi hai
Teri ankho ki ye masti hai, jo savan banke aayi hai
Mera dam jab tak rahe pyar ki chamak,
Mere dil ke nagine me
Rim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar,
Ek aag liye sine me
O.. O..
Duniya ko hamari ho na khabar,
Aankho me ishare ho jaye
Duniya ko hamari ho na khabar,
Aankho me ishare ho jaye
Aankho me ishare ho jaye
Ulfat ka chale aisa jaadu,
Dushman bhi hamare ho jaye
Gham dil se ho door, na ho koi majbur,
Phir aaye maja jeene me
Rim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar,
Ek aag liye sine me
Hum tum yeh bahar, dekho rang laya pyar,
Barsaat ke mahine me
Rim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar,
Ek aag liye sine me
O.. O.. O.
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Chorus, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi