Dil ki baazi jit ke bhi hare
Ho gaye is tarha pyar ke ishare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Ho gaye is tarha pyar ke ishare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Dekh kar kisi ko hosh kho gaye
Ek nazar mein hum kisi ke ho gaye
Haye re wo samna dil pada hai thamna
Phir rahe hai aankh mein nazare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Ho gaye is tarha pyar ke ishare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Jab se nache wo to jhume zindagi
Uske har kadam pe baze ragini
Ek pari jamal hai aisi mast chal hai
Jaise morni ke ho ishare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Ho gaye is tarha pyar ke ishare
Dil ki baazi jit ke bhi hare
Yaad uski zindagi ke sath hai
Uski har ada mein ek baat hai
Pyar ki kitab hai wo to lajawab hai
Jo bhi dekhe jaan apni ware
Dil ki baazi jit ke bhi hare.
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kamal Barot, Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur