le lo babu pudiya
ye jaadu waali pudiya
khaayen buddha buddhi
ban jaayen gudda gudiya
le lo babu pudiya
ye jaadu waali pudiya
khaayen buddha buddhi
ban jaayen gudda gudiya
le lo babu pudiya
mitti pe haath maaro
mitti sona ban jaaye
koi gareeb khaaye
ghar baithe daulat aaye bhai
mitti pe haath maaro
mitti sona ban jaaye
oy koi gareeb khaaye
ghar baithe daulat aaye
badle ye kismet
o do paise keemat
o badle ye kismet
ho do paise keemat
bechoon main dil ki ye chidiya
le lo babu pudiya
ye jaadu waali pudiya
khaayen buddha buddhi
ban jaayen gudda gudiya
le lo babu pudiya
mian biwi ka jhagdaa
fauran mitaati hai ye
arrey iska asar naa poochho
apna banaati hai ye
mian biwi ka jhagdaa
fauran mitaati hai ye
iska asar naa poochho
apna banaati hai ye
jo bhi khareed le
ho duniya ko jeet le he
o jo bhi khareed le
o duniya ko jeet le
bhoole na saari umariya
le lo babu pudiya
ye jaadu waali pudiya
khaayen buddha buddhi
ban jaayen gudda gudiya
le lo babu pudiya
bichhde dil ko milwaaye
mausam khushi ka laaye
hoye koi musaafir khaaye
manzil us ko mil jaaye
ho bichhde dil ko milwaaye
mausam khushi ka laaye
koi musaafir khaaye
manzil us ko mil jaaye
ulfat ki raakh hai ye
ho thodi si khaak hai ye
ho ulfat ki raakh hai ye
haan thodi si khaak hai ye
laaya main tumri nagariya
le lo babu pudiya
ye jaadu waali pudiya
khaayen buddha buddhi
ban jaayen gudda gudiya
le lo babu pudiya.
Kamal Barot, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur