Na tu bataye na main kahoon
Jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu
Mujhko bhi hai bas tera banna
Jaan ke hum anjaan hain
Kaisi hai yeh kahani
Arey..! Ho naa kyun hairani
Jo pyaas hai kyun peete nahin paani
Na tu bataye na main kahoon
Jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu
Mujhko bhi hai bas tera banna
Jaan ke hum anjaan hain
Kaisi hai yeh kahani
Arey..! Ho naa kyun hairani
Jo pyaas hai kyun peete
Nahin paani hmmm…
Hum jab mil gaye hain
Phir kyun yeh faasle
Paas aake bhi hum
Kuch door se hain
Kyun jijke se hain dono
Kyun pitke se hain dono
Kya jaane hum kyun
Yun majboor se hain
Mere aankhon mein sitaare hain
Sharmeelay se ishaare hain
Inko zara tto dekho
Tum inko tto samjho
Kyun ho gayi ho sharmeeli
Jo hai baat dil ki rangeeli
Yeh sharm warm tum
Chhodo hum se tto keh do
Jo dhadkan mein saanson
Mein ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de
Hum mere saathiya ooo..
Na tu bataye na main kahoon
Jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu
Mujhko bhi hai bas tera banna
Jaan ke hum anjaan hain
Kaisi hai yeh kahani
Arey..! Ho naa kyun hairani
Jo pyaas hai kyun
Peete nahin paani
Jab do dilon ka kehna hai
Ab saath humko rehna hai
Jab dono dil dhadkte hain
Tto kya hai mushqil
Bas itni si shikaayat hai
Chup rehne ki jo aadat hai
Chhodo kabhi tto tum
Keh do jo kehta hai dil
Jo dhadkan mein saanson
Mein ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de hum
Mere saathiya oo.. Oo..
Na tu bataye na main kahoon
Jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu
Mujhko bhi hai bas tera banna
Jaan ke hum anjaan hain
Kaisi hai yeh kahani
Arey..! Ho naa kyun hairani
Jo pyaas hai kyun peete
Nahin paani ho o…
Hum jab mil gaye hain
Phir kyun faasle hain
Paas aake bhi hum
Kuchh door se hain
Kyun jhijhke se hain dono
Kyun bidke se hain dono
Kya jaane hum kyun
Yun majboor se hain.
Naresh Iyer, Shreya Ghoshal
Mahua Kamat
Bombay Jayashri, Karthik
Krishnakumar Kunnath (K.K), Suchitra Karthik Kumar (Suchitra)