Mujhe yunhi karke
Khwaabon se judaa
Jaane kahan chup ke
Baitha hai khuda
Jaanu na main kab
Hua khud se gumshuda
Kaise jiyun rooh bhi
Mujhse hai judaa
Kyun meri raahein
Mujhse pooche
Ghar kahan hai
Kyun mujhse aake
Dastak pooche
Dar kahan hai
Raahein aisi jinki
Manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab
Main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur
Dhadkan hai kahin
Saansein hai magar
Kyun zinda main nahin
Rait bani haathon
Se yun beh gayi
Takdeer meri
Bikhri har jagah
Kaise likhun phir
Se nai daastan
Gham ki siyahi
Dikhti hai kahan
Aahein jo chuni
Hain meri thi raza
Rehta hoon kyun phir
Khud se hi khafa
Aisi bhi hui thi
Mujhse kya khata
Tune jo mujhe
Di jeene ki saza
Banday tere maathe
Pe hain jo kheenchay
Bas chand lakeeron
Jitna hai jahaan
Aansu mere mujhko
Mita te hain rahe
Rab ko hukm na
Mit ta hai yahan
Raahein aisi jinki
Manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab
Main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur
Dhadkan hai kahin
Saansien hai magar
Kyun zinda main nahin
Kyun main jaagoon
Aur woh sapne bo raha hai
Kyun mera rab yun
Aankhien khole so raha hai
Kyun main jaagoon.
Richa Sharma
Hans Raj Hans
Alyssa Mendonsa, Suraj Jagan
Vishal Dadlani
Earl Edgar D’Souza, Hard Kaur, Mahalakshmi Iyer, Master Saleem, Shankar Mahadevan
Hard Kaur, Jasbir Jassi, Mahalakshmi Iyer