Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadhke
Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadhke
Nind nahi aaye re
Kyun mujhe sataye re
Chum le na aage badke
Gesu o ke saye to hata
Kya tera irada hai bata
Gesu o ke saye to hata
Kya tera irada hai bata
Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadhke
Nind nahi aaye re
Kyun mujhe sataye re
Chum le na aage badhke
Jane tamanna tere labo
Se anguri pani chhalke
Kaise sambhalu gore
Badan se mera duptta dhalke
Jane tamanna tere labo
Se anguri pani chhalke
Kaise sambhalu gore
Badan se mera duptta dhalke
Jeene na de tera husn kunwara
Aise mujhe tere ishq ne mara
Jeene na de tera husn kunwara
Aise mujhe tere ishq ne mara
Jaan meri jaan tadpe
Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadke
Nind nahi aaye re
Kyun mujhe sataye re
Chum le na mujhe aage badhke
Bite hai kaise raate humari
Aanko ne aanko se kaha
Chhane lagi hai koi khumari
Saanso ne sanso ko chhua
Bite hai kaise raate humari
Aanko ne aanko se kaha
Chhane lagi hai koi khumari
Saanso ne sanso ko chhua
Saanse garam hai pyas jagi hai
Dekho jara kya aag lagi hai
Saanse garam hai pyas jagi hai
Dekho jara kya aag lagi hai
Barf se bhi sola badhke
Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadke
Nind nahi aaye re
Kyun mujhe sataye re
Chum le na aage badhke
Gesu o ke saye to hata
Kya tera irada hai bata
Gesu o ke saye to hata
Kya tera irada hai bata
Pyar ki jawani hai
Raat bhi suhani hai
Dil mera deewana dhadke
Nind nahi aaye re
Kyun mujhe sataye re
Chum le na aage badhke.
Bali Brahmbhatt
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu