Hay hay..ho..hmm..
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisike ishq mein khud ko mitaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisiki yaad mein neendein udaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Mere khwaabon mein jo ladki hai
Sach much ho nahin sakti
Mere khwaabon mein jo ladki hai
Sach much ho nahin sakti
Kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Is dil ke, kaagaz pe
Khwaabon ke, rangon se
Chhalki jo, tasveer hai
Hothon mein, kaliyaan hain
Aankhon mein, saagar hai
Zulfon mein, zanjeer hai
Dilnashin hai woh, woh naazneen
Saari duniya mein, sabse haseen
Jo hai tasveer is dil mein
Kahin woh mil nahin sakti
Jo hai tasveer is dil mein
Kahin woh mil nahin sakti
Aur uske bin kahin dil main lagaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisike ishq mein khud ko mitaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Sapnon ke, darpan mein
Palkon ki, chilman mein
Mere man mein, rehti hai jo
Rangat hai, khushboo hai
Nagma hai, jaadu hai
Kya kehna, aisi hai woh
Mere khwaabon ki, moorat hai woh
Kya kahen kaisi, soorat hai woh
Jise dil dhoondhe duniya
Mein kahin ho hi nahin sakti
Jise dil dhoondhe duniya
Mein kahin ho hi nahin sakti
To phir yeh dil ki duniya main sajaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Mere khwaabon mein jo ladki hai
Sach much ho nahin sakti
Mere khwaabon mein jo ladki hai
Sach much ho nahin sakti
Kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta.
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Ajay Devgn, Sushma Shrestha (Poornima)
Alka Yagnik, Udit Narayan
Kumar Sanu
Aditya Narayan Jha, Kumar Sanu