Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil takht-o-taaj ki parvaah nahi karta
Rasm-o-riwaaz ki parvaah nahi karta
Dil takht-o-taaj ki parvaah nahi karta
Rasm-o-riwaaz ki parvaah nahi karta
Daulat se kharidoge to inkaar karega
Daulat se kharidoge to inkaar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaare tod ke saari
Hum tumse milne aayenge
Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaare tod ke saari
Hum tumse milne aayenge
Mohabbat jhuk nahi sakti
Zamaane ke jhukaane se
Mohabbat mit nahi sakti
Zamaane ke mitaane se
Kehata nahi hain dil karke dikhayega
Toofaan mein chaahat ki
Shamma jalaayega
Ye jurm-e-vafa dil to sau baar karega
Ye jurm-e-vafa dil to sau baar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu