Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai aaj pehli baar
Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai aaj pehli baar
Chha gayee hai nazaron pe,
Kar gayee hai bekraar
Aaj kardoonga mein,
Pyaar ka izhaar
Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai
Aaj pehli baar
Chha gayee hai nazaron pe,
Kar gayee hai bekraar
Har ghadee rehtaa hai,
Uska hi intezaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Kaise guzarte hain din tanha
Dilbar tumse kaise kahein
Bechaini har pal tadpaye,
Door nazar se kaise rahein
Jab chahein seene se laga lein,
Tum dhadkan ke paas raho
Har pal hum mehsoos kar
Sake ban ke tum ehsaas raho
Chaha hai tumko sau sau baar
Chaha hai tumko sau sau baar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye,
Bin tere yaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Dil ka aalam kya hai bataein,
Tumse ae mehboob mere
Raaz-e-muhabbat kaise chupayen,
Tumse ae mehboob mere
Jaanejaan dil ki chahat se
Humne kab inkaar kiya
Armaanon ki duniya mil gayee
Tumpe sab kuchh vaar diya
Bin tere jeena hai
Jeena hai dushvaar
Bin tere jeena hai
Jeena hai dushvaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu