Din pyar ke aayenge sajaniya
Teri bahar layenge sajaniya
Aaya hain sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka
Din pyar ke aayenge sajaniya
Teri bahar layenge sajaniya
Aaya hai sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka
Padi kankariya aankho se nikal jayegi
Padi kankariya aankho se nikal jayegi
Ye maili chunariya meri badal jayegi
Dekho mandalaye kaise ban ke titliya
Jaise main hoon phoolva bahar ka
Din pyar ke aayenge sajaniya
Teri bahar layenge sajaniya
Aaya hai sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka
Teri raah mein o sajan
Teri dhun mein chur
Teri raah mein o sajan
Teri dhun mein chur
Khuli dhup mein ekladi firi door door
Milke sunau gi kaise hans hans ke
Jhela maine dukh intzar ka
Din pyar ke aayenge sajaniya
Teri bahar layenge sajaniya
Aaya hai sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka
Suno ae hawa koi mera bulaye mujhe
Suno ae hawa koi mera bulaye mujhe
Ye rut aur ye haryali na bhaye mujhe
Bas raha ab to hamari aakhiyan mein
Sapna balmva ke dwar ka
Din pyar ke aayenge sajaniya
Teri bahar layenge sajaniya
Aaya hai sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka
Aaya hain sandesha ye
Savare vali gadi se
Mere dildar ka.
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Suresh Wadkar