Ha jab do pyar milte hain
Jab do pyar milte hain
Tan mein phool khilte hain
Man ke mandir mein
Jal jate hain diye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye
Jab do pyar milte hain
Tan mein phool khilte hain
Man ke mandir mein
Jal jate hain diye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye
Roke hum ko zamana
Chahe jis mod pe
Arey roke hum ko
Zamana chahe jis mod pe
Har yug mein hum chale hain
Zanjire tod ke
Jab ho rain andhyari
Ya tufan ho bhari
Phir hum deewano ka
Milna dekhiye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye
Haye dil ki chahat ke
Aage kaisa chhota bada
Dil ki chahat ke
Aage kaisa chhota bada
Ucha hokar mila
Jo us ko jhukna pada
Jiski preet hoti hain
Uski jit hoti hain
Hum kya kar sakte hain
Ye na puchhiye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye
Aji sun lo aye sune
Valo aati hain kya sada
Aji sun lo aye sune
Valo aati hain kya sada
Dekh lo chalne lagi hain
Jag mein ye kaisi hawa
Rukh karvat badalti hain
Har deewar hilti hain
Deewaro se bahar
Chal ke dekhiye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye
Jab do pyar milte hain
Tan mein phool khilte hain
Man ke mandir mein
Jal jate hain diye
Ye zami ah ah ah
Aasama ah ah ah
Tham jate hain do pal ke liye.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar