Do bichhde huye
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Armaanon ki nagri mein
Huaa aaj saweraa
Do bichhde huye
Lo tumse mile ham,
Sab dil ke mite gham
Lo tumse mile ham,
Sab dil ke mite gham
Khush hoke muhabbat ne
Kiya dil mein baseraa
Lo tumse mile
Kam ho naa ghadi bhar ke liye,
Ghadi bhar ke liye
Apni muhabbat,apni muhabbat
Kam ho naa ghadi bhar ke liye,
Ghadi bhar ke liye
Apni muhabbat,apni muhabbat
Tum aaye jo
Tum aaye jo aankhon mein to
Chamki meri qismat
Tum aaye jo aankhon mein to
Chamki meri qismat
Qismat ke chamakte hi
Huaa door andheraa
Do bichhde huye
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Armaanon ki nagri mein
Huaa aaj saweraa
Do bichhde huye
Ham pyaar ki manzil se kabhi,
Manzil se kabhi
Door na honge,door na honge
Ham pyaar ki manzil se kabhi,
Manzil se kabhi
Door na honge,door na honge
Armaan bhare
Armaan bhare dil,
Kabhi majboor na honge
Armaan bhare dil,
Kabhi majboor na honge
Aabaad rahe apni
Tamannaon ka dera
Aabaad rahe apni
Tamannaon ka dera
Do bichhde huye
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Do bichhde huye dil,
Aapas mein gaye mil
Armaanon ki nagri mein
Huaa aaj saweraa
Do bichhde huye.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar