Tere khyalo ko dil se
Lagaye baithe hai
Hum intezar ki duniya
Basaye baithe hai
Mohabbat par bahar aati
Mohabbat par bahar aati
Jaha gulzar ho jata
Agar betab najro ko
Agar betab najro ko
Tera didar ho jata
Mere dil ki khushi ban kar
Agar tum samne aate
Samne aate
Mere dil ki khushi ban kar
Agar tum samne aate
Samne aate
To sayad aankho aankho mein
To sayad aankho aankho mein
Koi ikrar ho jata
Mila hai dil se dil
Ye bhi sahara kam nahi mujhko
Kam nahi mujhko
Mila hai dil se dil
Ye bhi sahara kam nahi mujhko
Kam nahi mujhko
Nazar se jab nazar milti
Nazar se jab nazar milti
To beda par ho jata
Mohabbat par bahar aati
Jaha par gulzar hota.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
G. M. Durrani, Lata Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar