Dil dil dil, dil dil dil
Jo bhi chahe le mera hai ye dil
Jo bhi chahe le mera hai ye dil
Jo bhi chahe le mera hai ye dil
Mera dil, mera dil, mera dil
Do deewane pyar ke pyar me marne chale
Jindagi ki aarzoo maut se karne chale
Do deewane pyar ke pyar me marne chale
Jindagi ki aarzoo maut se karne chale
Dil dil dil, dil dil dil
Dekhe koi meri ada bahaki hui ek hawa
Dekh dekh dekh dekh
Jane kaha hansta hua leke chala dil mera
Do deewane pyar ke pyar me marne chale
Jindagi ki aarzoo maut se karne chale
Dil dil dil, dil dil dil
Baandh ke sar se kafan is tarah nikle hai aaj
Jis tarah yaaro ke sar pe ho koi heero ka taaz
Jane kise aansu mile jane kise ho khushi
Haar kahin mani nahi duniya me humne kabhi
Do deewane pyar ke pyar me marne chale
Jindagi ki aarzoo maut se karne chale
Dil dil dil, dil dil dil
Jhuthi chamak jhutha nasha
Dhokha hai yeh zindagi
Phir bhi magar hoga yaha
Aate rahe hai sabhi
Do deewane pyar ke pyar me marne chale
Jindagi ki aarzoo maut se karne chale
Dil dil dil, dil dil dil
Chot yeh hai sitam wo sitam yaad kar
Apne bahake hue har kadam yaad kar
Jee uthe vakiya unka gham yaad kar
Kuchh yatimo ka dukh beraham yaad kar
Bhai ko bhai se kar diya tha juda
Unke aansu jara dambadam yaad kar
Yaad kar yaad kar yaad kar
Yaad kar yaad kar yaad kar
Yaad kar yaad kar yaad kar
Yaad kar yaad kar yaad kar.
Asha Bhosle
Bappi Lahiri
Amit Kumar, Kishore Kumar
Amit Kumar, Bappi Lahiri