Duniya bananewale ramaji
Gajab sa hai tera intzaam
Duniya bananewale ramaji
Gajab sa hai tera intzaam
Roshani karne ko roj suraj aata
Rat ko chup chap
Chand pehra lagata
Daso dishao me
Pavan jam ke dhulata
Lakh parindo kaa
Bhid jhum ke gata
Wah re wah re data are wah re
Wah re data kya khub tera kam
Duniya bananewale ramaji
Ajab tera jadu hai ajab tera khel
Jalte hain taro ke diye roj bina tel
Aag kaa hota nahi pani se kabhi mel
Phir bhi badlo mein lagi bijliyo ki bel
Gehre samandar ke bhi
Andar hai dhum dham
Duniya bananewale ramaji
Kuchh jarur hai teri
Kudrat mein karamat
Kuchh jarur hai
Kuchh jarur hai teri
Kudrat mein karamat
Tere ishare pe
Yaha ban rahi har bat
Yeh jamin yeh gagan
Yeh prakash yeh pavan
Yeh samudra yeh pahad yeh bhi
Tune har ik pe di hai bina dam
Duniya bananewale ramaji.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar