Chhota sa ghar hoga
Baadlo ki chhanv me
Asha deewani mann
Me bansuri bajaye
Ham hee ham chamkenge
Taro ke us gaanv me
Aankhon ki roshni
Hardam ye samjhaye
Chandi ki kursi pe
Baithe meri chhoti bahna
Chandi ki kursi pe
Baithe meri chhoti bahna
Sone ke sinhasan pe
Baithe meri pyari maa
Mera kya mai pada
Rahunga ammi ji ke paanv me
Mera kya mai pada
Rahunga ammi ji ke paanv me
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Chhota sa ghar hoga
Baadlo ki chhanv me
Asha deewani mann
Me bansuri bajaye
Meri chhoti bahna
Najo ki pali shahjadi
Meri chhoti bahna
Najo ki pali shahjadi
Jitni bhi jaldi ho
Mai kar dunga isaki shadi
Achchha hai yeh bala
Hamari jaye duje gaanv me
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Chhota sa ghar hoga
Baadlo ki chhanv me
Asha deewani mann
Me bansuri bajaye
Kahegi ma dulhan la
Beta ghar suna suna hai
Mann me jhum kahunga main
Maa, itni jaldi kya hai
Gali gali me tere rajdulare
Ki charcha hai
Gali gali me tere rajdulare
Ki charcha hai
Aakhir koyi toh aaega
In naino ke daanv me
Aakhir koyi toh aaega
In naino ke daanv me
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Aa ayi re
Chhota sa ghar hoga
Baadlo ki chhanv me
Asha deewani mann
Me bansuri bajaye
Ham hee ham chamkenge
Taro ke us gaanv me
Aankhon ki roshni
Hardam ye samjhaye.
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kishore Kumar
Kishore Kumar