Duniya jab jalati hai,
Hai rey bada maja aata hai
Duniya jab jalati hai,
Hai rey bada maja aata hai
Ha ha duniya jab jalati hai,
Hai rey bada maja aata hai
Kisi ki nazar buri bankar chhuri
Jab dil peh chalti hai
Hai rey bada majja hain
Duniya jab jalati hai,
Hai rey bada maja aata hai
Zindagi kya hai, ek tamanna hi toh hain
Tamanna ki suno sahib yahi tarif hoti hain
Yeh reh jaye jo dil mein toh badi taklif hoti hain
To zindagi kya hain ek tamanana hi toh hain
Aur yeh tamanana jab tadap
Tadap kar sine sey nikalti hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalati hai,
Hai rey bada maja aata hai
Zindagi kya hai, ek hasina hi toh hain
Hasina sirf aurat ko nahi kehte jamane mein
Yahi ek naam aakhir kyun
Likha hain har fasane mein
Toh zindagi kya hain ek hasina hi toh hain
Aur yeh hasina jab pyar ki
Sej par karwate badalti hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalati hai hai rey
Bada majja aata hai
Kisi ki nazar buri bankar
Chhuri jab dil peh chalti hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalati hai hai, bada maja
Bada maja aata hai.
Noor Jehan
Noor Jehan
Noor Jehan
Noor Jehan
Noor Jehan
Madhubala Zaveri
Madhubala Zaveri
Madhubala Zaveri, Talat Mahmood
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Madhubala Zaveri, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shatrughan Sinha
Kishore Kumar
Amit Kumar, Asha Bhosle, Jayshree Shivram
Amit Kumar, Asha Bhosle
Amit Kumar, Asha Bhosle
Amit Kumar
Alka Yagnik
Amit Kumar, Asha Bhosle