Pyar ke patang ki
Pyar ke patang ki dor jiske hath hai
Kismat bhi uske hath hai
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda
Pyar ke patang ki
Pyar ke patang ki dor jiske hath hai
Kismat bhi uske hath hai
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda
Karwa to chal diya
Koi hath malta rah gaya
Koi hath malta rah gaya
Apni nakami pe koi
Dil me jalta rah gaya
Koi dil me jalta rah gaya
Chalne wale chal diye
Or rahne wale rah gaye
Chalne wale chal diye
Or rahne wale rah gaye
Jate jate jane wale ye kah gaye
Jate jate jane wale ye kah gaye
Ab shor machane se kya fayda
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda
Husn ko jita hai hamne
Bajuo ke jor se ha
Bajuo ke jor se
Le chale hai bandh ke
Ab aashiki ki dor se
Ab aashiki ki dor se
Ye sunhare bal hai or ye gulabi gal hai
Ye sunhare bal hai or ye gulabi gal hai
Pahle dusman ke the lekin
Lekin ab to apna mal hai
Pahle dusman ke the lekin
Lekin ab to apna mal hai
Wo to chala gaya use bhul ja
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda
Jo le uda so le uda.
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Aziz Nazan
Kishore Kumar
Kishore Kumar