Duniya kisi ko haaye
Majboor na kare
Bachpan mein maa baap
Kabhi dur na kare
Nanhi si jaan bekasaah
Majboor khastaa haal
Chhota sa ik shikaar aur
Laakh laakh jaal
Boori nigaah zamane ki
Aur meri jawaani
Boori nigaah zamane ki
Aur meri jawaani
Ab thaamo jigar aur
Suno meri kahani
Ab thaamo jigar aur
Suno meri kahani
Phir daur naya ruh
Nayi taur naye the
Sangeet naye geet
Naye shor naye the
Phir daur naya ruh
Nayi taur naye the
Sangeet naye geet
Naye shor naye the
Naach thah ik tona
Mera jaadu tarana
Naach tha ik tona
Mera jaadu tarana
Mutthi mein liye baithi
Thi main sara zamana
Mutthi mein liye baithi
Thi main sara zamana
Din the mere khushiyon bhare
Din the mere khushiyon bhare
Raat suhaani ab thaamo
Jigar aur suno meri kahani
Kaun aaya zindagi mein
Jeevan badal gaya
Kaun aaya zindagi mein
Jeevan badal gaya
Dekha bhi na tha chaand
Dekha bhi na tha chaand
Pal bhar mein dhhal gaya
Koi mujhe bataaye ki
Ab main kya karu
Koi mujhe bataaye ki
Ab main kya karu
Bhadkegi aag dil mein
Bhadkegi aag dil mein
Kyunkar main aah bharu
Ab kaise thamey haaye
Kaise thamey haaye
Ashqon ki rawaani
Ye dard bhari ranj
Bhari meri kahani
Ye dard bhari ranj
Bhari meri kahani.