Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Mujhko chahti hai zulfon mein uljhana
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaron
Shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaron
Aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaron
Shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaron
Jo hai akela, woh albela
Jo hai akela, woh albela
Uska zamaana
Arre shaabash mere shagird
Thank you
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Choodi jo khanke to kaho talwaar khanki hai
Payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
Choodi jo khanke to kaho talwaar khanki hai
Payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
Padhne na paye, husn ka saaya
Padhne na paye, husn ka saaya
Dekho bachaana
Arre wah wah mere shagird
Thank you
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Mujhko chahti hai zulfon mein uljhana
Duniya pagal hai, ya phir maein deewana
Ya phir maein deewana.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Inderjeet Singh Johar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi