Ek baar agar tu kah de
Ek baar agar tu kah de
Tu hai meree ke me hun teraa
Ham do albele panchhi
Ham do albele panchhi
Ham dono ka ek basera
Do dil dhadke hai
Chounk uthee hai jawaniya
Kuchh kaha hai nigaho ne
Chhed ke pyar ki kahaniyan
Kuchh kaha hai nigaho ne
Chhed ke pyar ki kahaniyan
Meraa dil hee nahee hai mere bas mein
Meraa dil hee nahee hai mere bas mein
Yeh kis ne jadu phera
Kaho jee yeh kis ne jadu phera
Ham dono ka ek basera
Aa jaye na kahee ham tum
Kisee kee nigaho me
Sang sang hee chale ham
Jindagee kee raaho mein
Sang sang hee chale ham
Jindagee kee raaho mein
Tujhe chheen na le koi mujh se
Tujhe chheen na le koi mujh se
Yeh jag hai bada lutera
Suno jee yeh jag hai bada lutera
Ham dono ka ek basera
Dekho aayi hai
Sitaro kee timtimatee yeh toliya
Chalo inn kee chhaon me
Ham khele aankh micholiya
Chalo inn kee chhaon me
Ham khele aankh micholiya
Tute na kabhi jivan bhar
Tute na kabhi jivan bhar
Yeh bandhan teraa meraa
O ho ji yeh bandhan teraa meraa
Ham dono ka ek basera
Ek baar agar tu kah de
Ek baar agar tu kah de
Tu hai meree ke mai hun teraa.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)