Mohabbat ki kismat bana ne se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Roya toh hoga
Mohabbat pe yeh julm utha ne se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Roya toh hoga
Tujhe bhi kisi se agar pyar hota
Agar pyar hota
Humaree taraha tu bhee kismat ko rota
Kismat ko rota
Yeh ashko ke mele lagane se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Mohabbat ki kismat bana ne se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Roya toh hoga
Mere hal par yeh jo hanste hai taare
Hansate hai taare
Yeh taare hai teree hansee ke ishare
Hansee ke ishare
Hansee mere ghum kee udane se pahele
Jamane ke malik too roya toh hoga
Mohabbat ki kismat bana ne se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Roya toh hoga
Muhobbat ko tune dilon me basaya
Dilon me basaya
Muhobbat ne ghum ka yeh toofan uthaya
Toofan uthaya
Yeh tufan duneeya me lane se pahele
Jamane ke malik too roya toh hoga
Mohabbat ki kismat bana ne se pahele
Jamane ke malik tu roya toh hoga
Roya toh hoga.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)