Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo
Zamaane walo kitaab e gam me
Khushi kaa koi fasana dhundho
Zamaane walo kitaab e gam me
Khushi kaa koi fasana dhundho
Agar jeena hai zamane main
To hasi ka koi bahaana dhoondho
Ho o o o aankho me aansu bhi aae
Wo aakar muskaae
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo
Sabhi ko dekho nahi hotaa hai
Nasibaa raushan sitaaro jaisaa
Sabhi ko dekho nahi hotaa hai
Nasibaa raushan sitaaro jaisaa
Sayaanaa wo hai jo patajhad me bhi
Sajaa le gulashan bahaaro jaisaa
Ho o o o kaagaz ke phulo ko bhi
Jo mahakaa kar dikhalaae
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar