Ek botal ho bagal mein
Aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah
Hui kab sham
Ek botal ho bagal
Mein aur hath
Mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah hui kab sham
Pee pee re, pee pee re
Jab todhi si gale
Me gal jati hai yaro
Aanklho mein gulabi
Samma jal jati hai yaro
Jab todhi si gale
Me gal jati hai yaro
Aanklho mein gulabi
Samma jal jati hai yaro
Char katro se nikal
Jata hai sara kaam
Ek botal ho bagal
Mein aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah hui kab sham
Pee pee re, pee pee re
Ha ro ro ke jine walo
Pine ki aadat dhalo
Maykhane mein aa
Baito aur apni pyas bhuja lo
Bhuja lo bhuja lo
Ha ro ro ke jine walo
Pine ki aadat dhalo
Maykhane mein aa
Baito aur apni pyas bhuja lo
Dekho jannat mil
Rahi hai kitne saste dham
Ek botal ho bagal mein
Aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah hui kab sham
Ha mat socho pine
Se hoti hai koi kharabi
Apna kya bighadega
Jo duniya kahe sarabhi
Sharabi sharabi sharabi
Ha mat socho peene
Se hoti hai koi kharabi
Apna kya bighadega
Jo duniya kahe sarabhi
Naam hota hai usi
Ka jo hua badnaam
Ek botal ho bagal mein
Aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat soche
Kab subah hui kab sham
Ek botal ho bagal mein
Aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah hui kab sham
Pee pee re, pee pee re
Ek botal ho bagal mein
Aur hath mein ho ke jham
Phir kisko fursat
Soche kab subah hui kab sham
Pee pee re, pee pee re.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Suman Kalyanpur