Are hotho mein hai pyar aankho mein khumar
Hotho mein hai pyar aankho mein khumar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Hotho mein hai pyar aankho mein khumar
Hotho mein hai pyar aankho mein khumar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Rahi jawa rashta hasi
Kya kya gazab ke nazare
Us pe kamal teri meinri chal
Ghunghru bina hi jhankare
Rahi jawa rashta hasi
Kya kya gazab ke nazare
Us pe kamal teri meinri chal
Ghunghru bina hi jhankare
Kya kya rang bahar layi hai is bar
Kya kya rang bahar layi hai is bar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Aaj tu mujhe hotho se pila
Jam ke nasha to jara chane de
Tu bhi na ruke main bhi na ruku
Manjil se aage nikal jane de
Aaj tu mujhe hotho se pila
Jam ke nasha to jara chane de
Tu bhi na ruke mai bhi na ruku
Manjil se aage nikal jane de
Haye humne karke pyar todi har diwar
Haye humne karke pyar todi har diwar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Hum to chahe kya ek sansar
Jismein ho hum or koi na
Apna ho din apni ho raat
Apna sanam or koi na
Hum to chahe kya ek sansar
Jismein ho hum or koi na
Apna ho din apni ho raat
Apna sanam or koi na
Dhund rahe do yar sapno ka sansar
Dhund rahe do yar sapno ka sansar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Hotho mein hai pyar aankho mein khumar
Jhumte nikle dekho dale baho ka har
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil
Ek dil ki deewani aur ek deewana dil.
Kavita Krishnamurthy
Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Alka Yagnik, Shankar Mahadevan