Ek Ladka Ghar Se - Khushboo lyrics | Khushboo - Ek Ladka Ghar Se lyrics

Ek Ladka Ghar Se is a hindi song from the 1954 movie Khushboo. Ek Ladka Ghar Se singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. Ek Ladka Ghar Se composer is Shankar Lal and Ek Ladka Ghar Se lyricist or song writer is Gopal Singh Nepali. Ek Ladka Ghar Se music director is Shankar Lal. Ek Ladka Ghar Se features Motilal, Shyama, Shakeela, Mumtaz, Moti Sagar. Ek Ladka Ghar Se director is and the producer is . The audio of Ek Ladka Ghar Se song was released on null by Saregama. Ek Ladka Ghar Se YouTube video song can be watched above.


Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki


Dono umar ke kachche the
Dil unka bilkul bachcha tha
Dono umar ke kachche the
Dil unka bilkul bachcha tha
Wo lakh bahane karte the
Par pyar unka sachcha tha
Dil unka bilkul bachcha tha


Aa gayi jawani ki aandhi
Aa gayi jawani ki aandhi
Bulbul bulbul fisal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki


Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Wo hasne hasane ko nikle
Wo hasne hasane ko nikle


Phulo par titli udti thi
Phulo par titli udti thi
Unki bhi kali ek machal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki


Jab kabhi bahare aayengi
Dekhega jamana khidki se
Ladki manegi ladke se
Ladka manega ladki se
Jab kabhi bahare aayengi
Dekhega zamana khidki se
Ladki manegi ladke se
Ladka manega ladki se
Dekhega zamana khidki se
Dekhega zamana khidki se
Duniya mein preet aisi jodi
Duniya mein preet aisi jodi
Ek aur aur nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki.



Movie/album: Khushboo
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Song Lyricists: Gopal Singh Nepali
Music Composer: Shankar Lal
Music Director: Shankar Lal
Music Label: Saregama
Starring: Motilal, Shyama, Shakeela, Mumtaz, Moti Sagar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song music director is Shankar Lal
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song composer is Shankar Lal
4. Who is the Lyricist of the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song lyricist is Gopal Singh Nepali
5. What is the movie of the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song is from Khushboo
6. Who wrote the song Ek Ladka Ghar Se
Ans: Ek Ladka Ghar Se song is written by Gopal Singh Nepali

Find other songs in - Khushboo

1
Aurat Ki Zindgani

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

2
Bechara Dil Kya Kare

Asha Bhosle

3
O Majhi Re Apna Kinara

Kishore Kumar

4
5