Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ho aaj wahi pal
Man mein basa ke
Udti phiru main pankh laga ke
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
O kabhi mujhe chhu aise
Hawa kahin chume jaise
Kabhi tere ang lagu to
Khilu main bhi phoolo jaise
Kabhi mujhe chhu aise
Hawa kahin chume jaise
Kabhi tere ang lagu to
Khilu main bhi phoolo jaise
Phool ye sare tujhpe luta ke
Udti phiru main sapne saza ke
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
O itne phool itni kaliya inme
Jitni hain phooljhadiya
Man chahe itne ho
Apne milan ki ghadiya
Itne phool itni kaliya inme
Jitni hain phooljhadiya
Man chahe itne ho
Apne milan ki ghadiya
Do pal ko main
Tujhko chhupa ke
Udti phiru main
Sang hawa ke
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ho jage man mein arma
Aise jhume tan lehro jaise
Khoyi khoyi dolu kyu main
Bolu to yeh bolu kaise
Jage man mein arma aise
Jhume tan lehro jaise
Khoyi khoyi dolu kyu main
Bolu to yeh bolu kaise
Dil chahe tujhko
Tujhse mila ke
Udti phiru main
Duniya bhula ke
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ho aaj wahin pal
Man mein basa ke
Udti phiru main
Pankh laga ke
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi
Ek pal pyar ka kabhi
De badal yeh zindagi.
Kishore Kumar, Penaz Masani