Sanson ki zaroorat hai jaise
Sanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Jam ki zaroorat hai jaise
Jam ki zaroorat hai jaise
Bekhudi ke liye
Haan ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bus ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Aaina jhutha hai, sachi tasvire hain
Jahan dard hai vahin jit hai
Jahan pyas hai vahin mit hai
Koi naa jane magar
Jeene ki yahi reet hai
Saj ki zaroorat hai jaise
Saj ki zaroorat hai jaise
Mausiki ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Haan..ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Manzile hasil hain phir bhi ek doori hai
Manzile hasil hain phir bhi ek doori hai
Bina humrahi ke zindagi adhuri hai
Milegi kahi koi rahgujar,
Tanha katega kaise yeh safar
Mere sapne ho jahan,
Dhundhu main aisi najar
Chand ki zaroorat hai jaise
Chand ki zaroorat hai
Jaise chandani ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Sanson ki zaroorat hai jaise
Sanson ki zaroorat hai jaise,
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye..aashiqui ke liye..
Aashiqui ke liye.
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Kumar Sanu