Zalim yeh kyaa jaane
Chahat main kyaa hain dum
Aur sitam par sitam
Pyaar na hoga kam
Baabu baa baabu baa
Dil dubaa dil dubaa
Haa baabu baa baabu baa
Dil dubaa dil dubaa
Zulmo ko chum chum ke
Nachungi chhum chhum ke
Jab tak bhi tan main hain
Dum dum dum dum
Nachenge nachenge hum
Ho nachenge nachenge hum
Kyaa ghum jo dil dubaa
Main teri mehbooba
Kyaa ghum jo dil dubaa
Main teri mehbooba
Zulmo ko chum chum ke
Nachungi chhum chhum ke
Chankegi payal ye chham chham
Nachenge nachenge hum
Ho nachenge nachenge hum
Baabu baa baabu baa
Main teri mehbooba
Dil se jo tapkega
Rang lahoo layega
Hum se jo takraaya
Bachke na jayega
Shole hai rup rang main
Bijli hai ang ang main inko
Jala denge hum hum hum
Nachenge nachenge hum
Ho nachenge nachenge hum
Zalim yeh kyaa jaane
Chahat main kyaa hai dum
Aur sitam par sitam
Pyaar na hoga kam
Baabu baa baabu baa
Main teri mehbooba
Zalim ki ye zulm kabhi ye
Zalim ko lutenge
Seeshe se takra ke
Pathhar ye tutenge
Failenge aaj jaan ke
Phir denge jaan aan pay
Marne ka kisko hai ghum ghum
Nachenge nachenge hum
Ho nachenge nachenge hum
Zalim yeh kyaa jaane
Chahat main kyaa hai dum
Ho sitam par sitam
Pyaar na hoga kam
Baabu baa baabu baa
Main teri mehbooba
Zulmo ko chum chum ke
Nachungi chhum chhum ke
Jab tak bhi tan main hai
Dum dum dum dum
Nachenge nachenge hum
Ho nachenge nachenge hum.
Chandrani Mukherjee, Mohammed Aziz
S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Roopmati, Yusuf Azad
Lata Mangeshkar