Aye bhai kaiko matha fodi kar rela bhai,
Kaiko lafde mein padta hai,
Are jo hona tha ho gaya, chal bhul ja,
Aisa kya, thik hai
Ek se bure do, do do do, ek se bure do
Khali pili lafde mein padne ka nahi
Bheja mari matha pachi karne ka nahi
Are khali pili lafde mein padne ka nahi
Bheja mari matha pachi karne ka nahi
Naya ho purana ho, kaisa bhi shyana ho
Sala bindas rahne ka
Are mele kahe bakto re marthi
Hume dekhta hai jo kehta hai
Hum ek se bure do, ek se bure do
Hum ek se bure do,hum ek se bure do
Aika zara sahiba, aika zara sahiba,
Aika zara sahiba purga
Duniya madi aivda aahe
Tamasha tode kal churai che
Ek se bure do, do do do,ek se bure do
Pakiya ho ya pappu ho, ya ho munna bhai
Humne sabhi ki hai pungi bajai
Are apna to vatt hai akkha mumbai me
Poster lagega ek din apna dubai me
Chahe diwali chahe pet khali
He fokat me kisi ke aage jhukne ka nahi
Hume dekhta hai jo kehta hai
Hum ek se bure do, ek se bure do
Hum ek se bure do, hum ek se bure do
Ek se bure do do do do,
Ek se bure do do do do
Are duniya hai kya bedu bas golmal hai
Jao jaha apna hi jhol jhal hai
Din rat karte hai chori chakari
Dekhi kahi jo police kalti mari
Are apna hi buma boom
Dekhlo yaha pe tum
Loche me kisi ke kabhi rukne ka nahi
Hume dekhta hai jo kehta hai
Hum ek se bure do, ek se bure do
Hum ek se bure do, hum ek se bure do
Aika zara sahiba, aika zara sahiba,
Aika zara sahiba purga
Bekar chochla kaye
Vichara jee dagdiyache
Ar zaa na tumhe ekache vaich du.
Sonu Kakkar
Harshdeep Kaur, Hema Sardesai, Shaan
Sunidhi Chauhan, Suzanne D'Mello
Daler Mehndi, Kalpana Chauhan