Sari hasrat nikal dete hai
Behaki tabiyat sambhal dete hai
Hum adaao ke bankpan se yu
Dil ko pal me uchhal dete hai aah
Ho ho ho ho, ho ho ho ho
Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai
Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai
Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai
Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai
Sare shahar me hum to
Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai
Ho ho ho ho, ho ho ho ho
Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai
Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai
Sare shahar me hum to
Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai
Ho ho ho ho, ho ho ho ho
Aai jawani jabse haira ho gaye hai
Sabke dilo ki jaise hum jaan ho gaye hai
Kis kis ko dil me apne basau
Tauba ye kaise mai yauvan chupau
Sabhi jawani mere inam ho gaye hai
Sar pe humare kitne ilzam ho gaye hai
Sare shahar me hum to
Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai
Ho ho ho ho, ho ho ho ho
Sab mere bholepan pe qurban ho rehe hai
Hai rato ka chai din ka qarar kho rahe hai
Har koi mujhpe dil se fida hai
Chahat ka meri sabko nasha hai
Bali umar me kitne ilzam ho gaye hai
Aashiq sabhi humare hay ram ho gaye hai
Sare shahar me hum to
Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai
Ho ho ho ho, ho ho ho ho
Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai
Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai
Sare shahar me hum to
Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai
Ho ho ho ho, ho ho ho ho.
Sonu Nigam, Vinod Rathod
Harshdeep Kaur, Hema Sardesai, Shaan
Sunidhi Chauhan, Suzanne D'Mello
Daler Mehndi, Kalpana Chauhan