Fenny ne mujhe bulaya
Main chala aaya
Jab wo sharmake
Hasi to nasha chaya
Fenny ne mujhe
Bulaya mai chala aaya
Jab wo sharmake
Hasi to nasha chaya
Yeh na samajhna ki
Mujhko chadi haiy
Yeh pyar ki masti
Hai jo badi hai
Yeh na samajhna ki
Mujhko chadi haiy
Yeh pyar ki masti
Hai jo badi hai
Kahta ha imera dil bekarar
Fenny se ho gaya
Mujhko pyar
Fenny ne mujhe bulaya
Main chala aaya
Jab wo sharmake
Hasi to nasha chaya
Fenny ne jise bulaya
Dekho wo aaya
Zindagi bhar ki
Khushi hai wo laya
Fenny ne jise bulaya
Dekho wo aaya
Zindagi bhar ki
Khushi hai wo laya
Aane lagi jaise angadaiya si
Bajne lagi dur sahnaiya si
Aane lagi jaise angadaiya si
Bajne lagi door sahnaiya si
Pura hua hai koi intzat
Fenny ke ghar
Aayi koi bahar
Fenny ne mujhe
Bulaya main chala aaya
Jab wo sharmake
Hasi to nasha chaya
Fenny ne jise bulaya
Dekho wo aaya
Zindagi bhar ki
Khushi hai wo laya
Is dil ne us dil ko de di hai arzi
Jo teri marzi wo meri marzi
Is dil ne us dil ko de di hai arzi
Jo teri marzi wo meri marzi
Tera hi is dil pe hai ikhtiyar
Tere liye hi mera har singar
Fenny ne mujhe bulaya
Main chala aaya
Jab wo sharmake
Hasi to nasha chaya
Fenny ne jise bulaya
Dekho wo aaya
Zindagi bhar ki
Khushi hai wo laya
Fenny ne jise bulaya
Dekho wo aaya
Zindagi bhar ki
Khushi hai wo laya.
Sapna Mukherjee, Sudesh Bhonsle
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
Sadhana Sargam