Panch ke note me ab kya dam hai
Ho das ka note sigret ko bhi kam hai
Oo ho ab hare note ka mol hai kya
Socho kuch unchi baat zara baat karo to lakho ki
Dekhge khawab krodo ke
Galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
Ho bdala hai ab dor badal jayegi kahani
Ho ek banjaran banegi kal mahalo ki rani
Ho galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
Bdala hai ab dor badal jayegi kahani
Ho ek banjaran banegi kal mahalo ki rani
Ho galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
Aaj swar ke dekha jo darpan
Apni nazar se sharma gayi
Kiske hunar ka chal gaya jadu
Kaha thi kaha se kaha aa gayi
Is hire ke har me kya hai
Ab apna mol to aako
Tum kya ho kya ban sakte ho
Apne dil me jhanko
Jhute nakli sapne deke
Jhute nakli sapne deke
Asali bat na jani ho
Galiyo galiyo khak
Bahut din humne chhani
Ho bdala hai ab dor
Badal jayegi kahani
Milke mere sath chalo to
Wo duniya dikhlau
Jite ji wo jannat kaise
Milti hai batlau
Tumko mashiha man liya hai
Ab jana hai aur kaha
Tumse mile to dekhe ujale
Varna dhya the dono jaha
Bdle hum aur yu bdle
Bdle hum aur yu bdle
Oo duniya ko herani ho
Galiyo galiyo khak
Bahut din humne chhani
Ho bdala hai ab dor
Badal jayegi kahani
Ho ek banjaran banegi
Kal mahalo ki rani
Ho galiyo galiyo khak
Bahut din humne chhani.
Amit Kumar, Asha Bhosle, Kishore Kumar
Annette Pinto, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Anand Kumar C, Kishore Kumar
Kishore Kumar